Bargi Dam On Narmada River In Jabalpur Madhya Pradesh
Bargi Dam Narmada Nadi ke 30 dam's me se important dam hai, ye bhut hi sundar aur jabalpur me paani ke supple ka major source hai.
MadhyaPradesh Govt Ise Bhut hi initiative tarike se leti hai aur is pr work krti hai.Aur govt ne yaha per resort bhi open kiye hue hai, taki aane wale viewers ko facility provide kra sake.
Ye dam 1988 me banaya gaya tha aur iski length 5357 meter and height 70 meter hai.
Timing: ye Morning 10AM to 6 PM visitors ke liye open rehta hai.
Sirf visit krna yaha per free of cost hota hai, per yadi visitors cruise rides krna chahe to unhe INR 190 pay krna hota hai.
Iska view tab bhut sundar ho jata hai jab iske saare baandh barish ke mausam me khol diye jaate hai.
Beautiful location , love the view ....ð
ReplyDeleteI want to visit! would u join ?ððĪŠ
ReplyDelete