Google Translate App ka use hum har jagah karte hai, ye bahut hi beneficial ho gaya hai kisi bhi
unicode ya langauge ko kisi doosre me translate krne ke liye.
Lekin abhi bhi bahut se log is feature ke baare me nahi jaante ki google transalate me image ka text convert ho sakta hai, aur koi bhi live text scan ho sakta hai.
ye google ka bahut hi beneficial feature hai. jo Web and
App dono me available hai.
Aaj hum iske features ke baare me baat krenge is article me:
|
Google Translate |
yaha per 2 features ke baare me baat krenge:
1. Google translate se image me likhe text ko kaise
scan krein:
yaha per step by step is process ko bataya jaa raha hai-
- sabse pehle Google translate web ya App open krein. (Image1.1)
- learn more policy per click krke continue per click krein.(Image1.2)
|
(Image1.1) |
- pictures and video record ke liye allow option ko enable krein. (Image1.3)
Note* Agar ek baar already enable hai saare allowment to aapko dobara ye option nahi ayega, phir aap ise skip kr sakte hai.
- aapko scan karta hua app ka page milega (Image1.4)
- usme aap import option per jaayenge (Image1.5)
|
(Image1.4) |
|
(Image1.5) |
- kisi bhi ek image ko open karenge.
- wo automaticaly scan hone lagti hai phir aap select all per tap krenge. (Image1.6)
|
(Image1.6) |
|
(Image1.7) |
- tab wo saare letters and content ko scan kr leta hai. phir aap uper me arrow key per tap kre. (Image1.7)
- phir aapka image ka text letters me convert ho chuka hai. (Image1.8)
|
(Image1.8) |
- chahe to aap kisi bhi langauge me convert kr sakte hai.
2. Google translate se live text ko kaise scan krein:
yaha per step by step is process ko bataya jaa raha hai-
- sabse pehle Google translate web ya App open krein. (Image1.1)
- learn more policy per click krke continue per click krein. (Image1.2)
- pictures and video record ke liye allow option ko enable krein.
Note* Agar ek baar already enable hai saare allowment to aapko dobara ye option nahi ayega, phir aap ise skip r sakte hai. (Image1.3)
- aapko scan karta hua app ka page milega (Image1.4)
- usme automatically instant scan per option hota hai. jis live text ko aapko scan karana hota hai, aap waha per camera ko le jaaker scan karwa sakte hai,. (Image2.1)
|
(Image2.1) |
|
(Image2.2) |
|
(Image2.3) |
- Select all per click kein. (Image2.2)
- uper me arrow key per tap kre. (Image2.3)
- phir live text scan hoker aapke translate me nazar aane lagta hai. (Image1.8)
- aap chahe to ise bhi kisi bhi lagauge me cpnvert kr sakte hai.
Comments
Post a Comment