Waqt Kam Hai: A Poetry By Osheen Khan
Waqt kam hai
hum nikle the kuch krne ke liye socha pehle us pr aur achhe se soch lete hai
sochne me hi sara waqt guzar diya
phir socha jaane do ab waqt kam hai
aankho me sapne bhut hai sach krne hi baithe hai
lekin waqt guzar dete hai planning me implement ke "I" tak bhi na pohachte hai
shuruaat hi nahi ho paati sapno ko sach krne ki
at the end kehte hai, Ama! abhi waqt kam hai
ek kaam ko chodker doosre ko pakadte hai
haan bhai ek kaam k choodker doosre ko pakadate hai
result wahi purana hota hai kyonki method wahi same use krte hai
isme bhi shuruaat nahi ho paati kuch krne ki
aur hm kehte hai ki pehle bhiwaqt kam tha aur ab bhi waqt kam hai...!
Written By Osheen Khan (Oshi)
Comments
Post a Comment