My Own World
Kya maangoo tujhse ae mere maula
tu to bin bole karta ataa
tera karam hai , hai teri rehmat
tujhko to sab hai pata
roti hoon main ye sochkr, ki is qaabil nahi hai ye badbakht
phir bhi tu karam karein ae mere maula
kya maango tujhse ae mere maula
Bas tera yakeen dena
-Osheen khan
Comments
Post a Comment